Friday, August 17, 2007

Main kya hoon

Teri nazroon se jo poochha ,
To nasha ho baitta…
Teri julfon se jo poochha ,
To haya ho baitta…
Tere wadon se poochha,
To tera armaan bana…
Tere is pyaar se poochha,
To khuda ho baitta…
Tere sikwon se jo poochha ,
To main shaitaan bana…
…..
Jab Jahan job hi bana,
Tune kaha banta gaya…
Na khuda tha main kabhi,
Na hi ab insaan raha…
….
Main kya hoon ab tu hi bata mere sanam,Main tere pyaar main Mujrim bana !! Ilzaam bana !!...

No comments: