Monday, August 20, 2007

Tanha hoon main

Unse kah do na jagayain,
abhi soya hoon main....
Unse kah do na rulayain,
bahut roya hoon main....
Koi aawaj na chhede,
meri tanhaie ko...
Mujh se tum door raho,
aaj phir tanha hoon main......
........
Teri wo pyaar ki batain
,mujhe tadpati hain....
tere saath gujrie ratain,
mujhe tarsaati hain...
Kyoun mere pyaar ko ruswa,
sare bazaar kiya....
Mujh se tum ddor raho,
Aaj phir tanha hoon main.........
Tanha hoon main.....................!

No comments: